Vertel uw vrienden over dit artikel:
Nai Umar Ka Ishaq /
Nidhi Gupta
Nai Umar Ka Ishaq /
Nidhi Gupta
Yaha kahani jaya soniya or divya teen ladkio ki h jo apne shahar chhor dusre shahar me rahti h job ke liye. Teeno ki life style bold h. Vha teeno apni jindgi apne tarike se jeeti h. teeno bla ki khubsurat hoti h or smart bhi rahti h. Divya ki hight un dono se kuch kam rahti h jiska samay samay par un dono ke dvara majak udaya jata h. Inn teeno ldkio ki jindgi me tab badlav aata h jab nakul or mihir do ldke inke kaloni me rahne ke liye aate h. Kuch vakt bad inhi do ldko ke karan un teeno ki jindgi ulajh jati h. Jayda open minded jindgi jeene se jindgi kitni jatil ho jati h yha bat un teeno ldkio ki jindgi dekhkar pta lgya ja skta h. Ek achhikhashi life jee rhi yha teen ldkiya khud hi apni life kharab kar deti h or aant me usme se do ldkio ki maut ho jati h.
show more
Media | Boeken Paperback Book (Boek met zachte kaft en gelijmde rug) |
Vrijgegeven | 25 juni 2020 |
ISBN13 | 9781649196903 |
Uitgevers | Notion Press |
Pagina's | 36 |
Afmetingen | 127 × 203 × 2 mm · 49 g |
Taal en grammatica | Hindi |